चित्र बनाने का आसान तरीका !

Hello friends

Me hu surat

Aaj me aap logo ko chitra banane ke kuchh aasan tarike batane ja rha hu jisse app asani se chitra banana sikh jayenge


To chaliye sikhte hai ki chitra kaise banaya jata hai.










1. Imagination. Imagination  means kalpana  ham logo ko chitra banae ke liye sabse pahale imagination karna sabse jyada jaruri hai kyuki imagine karke hi kisika bhi chitra bana sakte hai . Kyuki jab ham kisi bhi chij ko imagine ka rte hai vah hamare dimag me ek chitra ki tarah dikhta hai or us chitra ko ham kisi bhi paper me utar sakte hai jisse bahut hi sundar chitra banta hai 

Comments